Monday, June 2, 2025


Aaaa Aaa aaaaa 
 
Ye jo muhabbaton ki kasam 
kha rahe hain app 
Ye jo muhabbaton ki kasam
 kha rahe hain app 

Sach pochiye to ishq se 
Ghabara rahe hain aap 
Ye jo muhabbaton ki kasam
 kha rahe hain app 

 Ik umr jis ke sath 
Guzari hai aap ne
 Ik umr jis ke sath 
Guzari hai aap ne
 Hairat hai us ko dekh ke
 Hairat hai us ko dekh ke 
Sharma rahe hain aap 

 Jisko aboor karna 
Taqaza hai waqt kaaa
 Jisko aboor karna 
Taqaza hai waqt kaaa
 Sir ko usi pahaad se
 Sir ko usi pahaad se 
Takraa rahe hain aap

 Jab mil gaya tha jisj ki
 Tamanna thi kal rouhu 
Jab mil gaya tha jisj ki 
Tamanna thi kal rouhu 
Phir kis ki aarzu main
 Phir kis ki aarzu main
 jiye jaa rahe hain aap